Pages

loading...

अपनी shop की मुफ्त advertising kaise करे?

अपनी  shop की मुफ्त advertising kaise करे?
shop
shop



Apni Shop Ki Free Advertising Kaise Kare ?
Dosto Ham chahe koi bhi shop/dukan/ business ya fir apna kisi bhi tarah ka vayapar/ vayvsay kr rhe ho use acche tarike se chalane ke liye advertising yani ki vigyapan ki bhut avasykta hoti hai. Dosto Apni shop ki Free Advertising  Kaise Kare ? vase to bhut se tariko se ki jati hai or advertising pr bhut paisa bhi kharch kiya jata hai. Ek village me or chote town me   Ham apni shop ki advertisement free me aasan tarike se kis tarah se kr skte hai eski puri jankari hame yha pr denge.
क्या आपके पास दिन में कम से कम 2 घंटे का खाली समय हैतो आप के  लिए =https://bit.ly/2oq0GBk

 fiverr join here= https://bit.ly/2wrhnRy 
 https://petty.link/ref/Pminj
https://bit.ly/2Nq0hNp

Apni Shop Ki Free Advertising Kaise Kare ?
1.    Dosto apni shop ya business ko acche se chalane ke liye sbse phle to hamara vyavhar (our relation) dusre logo ke sath me bhut hi accha hona chahiye. Hame koi bhi vyakati mile apni jan pahcan ka ya fir apna ko grahak to hame uska haal chaal puchna chahiye taki ham lagatar jyada se jyada logo ke sampark me rh

2.    Apna visiting card hamesa sath rkhe. Aap jab bhi kisi shop pr ya khi bhi kuch kharidne ya lene ke jar he ho to apna visiting card sath me le jana na bhule. Dusri shop se saman lene ke baad me aap us shop ke malik ko apni shop ke bare me btaye or ek visiting card unhe dekar aaye.
3.    Social works me jayada se jyada bhag (hissa- participate) le. Eske karn aap jyada se jyada logo ki najaro me aaoge or log apke bare me or apke business ke bare me puchhenge.
4.    Hamesa logo ki help kr.Aap khi bhi ja rhe ho or koi bhi kaam kr rhe ho. Logo ke jyada se help krne ki kosis kare. Aap jitni jyada logo ki help kroge utne hi jyada log apke bare me puchhenge.
TOP 10 HIGHEST PAYING AFFILIATE PROGRAM IN HINDI.
5.    Agr aapka koi bda kaam hai or apke khuck khas garahak / clients hai or aap chahte hai ki apke garahak / clients hamesa apke paas hi rhe to ye bhi sambhav hai. Dosto jab bhi koi khusi ka moka aaye ( jaise ki Diwali/ Holi/ New Year ) to us time aap apne khas garahak / clients ko ek chota sa tohfa / gift or west wishes (badhayi ) de . Gift me aap chahe to Khuch mithayee (sweets) bhi de skte hai. Aisa krne se garahak ke man me apki ek acchi image (chavi) banegi or vo fir se bar bar apke paas aayega.
  1. Apne business ko jyada se jyada chalane ke liye ek or most important baat akpe liye janna jaruri hai. Apka business chahe chota ho ya fir bad sbse phle aap eski jankari online internet pr dal de. Business Ki jankari online internet pr dalne ke liye aap facebook pr eska page bna skte ho, olx pr , quikr pr ya fir just dial jaise site pr apne business ki jankari daal skte ho. Dosto ye hamare liye bhut hi jaruri hai kyoki kafi baar garahk ko hamari kisi saman ya service ke bare me puchna hota hai or hamara No.  apne garahk ke paas nhi hota hai or jab vo online hamara no. lena chahta hai to uski jankari use nhi mil pati jis karan wh kisi dusri shop se apna saman kharide leta hai. Es liye apne business ko online add krna bhut hi jaruri hai.
Dost apko hamari  ye jankari Apni Shop Ki Free Advertising Kaise Kare?  kasi lagi comment me jarur likhe.

No comments:

Post a Comment

loading...

Featured post

Google ka new offer 2018 ka Doston Google de raha hai 9000 रुपये कमाने का मोका, हर हफ्ते सीधा आपके Bank account में,

Google ka new offer 2018 ka Doston Google de raha hai 9000 रुपये कमाने का मोका, हर हफ्ते सीधा आपके Bank account में,   Google Ka Aapna...

Popular Posts